Top Ahmad Faraz Poetry Collection (2 Lines )





Top Ahmad Faraz Poetry - احمد فراز کے اشعار - Uniqu Shayari Images.



Famous sher


میرا اُس شہر عداوت میں بسیرا ہے جہاں
لوگ سجدوں میں بھی لوگوں کا برا سوچتے ہیں


Mera us sher Adawat mie Basaira Hay Jahaan
Log Sajidon mie Logo Ka Burra Sochtay Hain



mera us sher adawat me ahmad faraz poetry



تو لاکھ فراز اپنی شکستوں کو چھپائے
یہ چپ تو ترے کرب کا اظہار کرے ہے



Tou Lakh Faraz Apni Shikaston Ko Chupay
Yeh Chupp to ter qarb ke Izhar karay Hay




Tou lakh apni shikaston ko ahmad faraz


4 lines poetry



نئے سفر میں ابھی ایک نقص باقی ہے
جو شخص ساتھ نہیں اسکا عکس باقی ہے
الٹ پلٹ گئی دنیا وہ زلزلے آئے
مگر خرابۂ دل میں وہ شخص باقی ہے


Naye Safar Mie Abhi Aik Nuqs Baaqi Hay
Jo Sakhs Saath Nahi Us Ka Aqs Baaqi Hay
Ulat Palat Gyein Duniya Wo Zalzalay Aye
Magar Khara e Dil Mie Wo Sakhs Baaqi Hay

ahmed faraz poetry - 4 lines poetry - naye safar mie bhi aik nuqs baqi hay


Dil, ghulab, Jazeeray


کچھ دلوں میں کبھی کھلتے نہیں چاہت کے گلاب
کچھ جزیروں پہ سدا دھند جمی رہتی ہے


Kuch Dilon Mie Kabhi Khultay Nahi Chahat Ke Gulab
Kuch Jazeeron Pe Sada dhund jami Rehti Hay




ahmad faraz shayari - 2 lines on dil ghulab jazeeray


hijar , wisal poetry


لذتیں قرب و جدائی کی ہیں اپنی اپنی
مستقل ہجر ہی اچھا نہ وصال اچھا ہے0


Lazatain Qurb o Judai Ki Hain Apni Apni
Mustaqil Hijr Hi Acha Na Wasaal Acha Hay




faraz shayari - 2 lines on hijr wisaal


Sad Lines


یہ خود اذیتی کب تک فراز تو بھی اسے
نہ یاد کر کہ جسے بھولنے کی عادت ہے


Yeh Khud Azeeati Kab Tak Faraz Tou Bhi Usay 
Na Yaad Kar Ke Jisay Bhoolnay Ke Aadat hay



faraz poetry - sad lines by romantic poet - yeh khud azeeati kaisi


Ishq



فراز عشق کی دنیا تو خوبصورت تھی
یہ کس نے فتنہ ہجر و وصال رکھا ہے


Faraz Ishq Ki Duniya Tou Khobsurat Thi
Yeh Kis Ne Fitna Hijar o Wisaal Rakha Hay


 

ahmad faraz best poetry - ishq lines


Read More Shayari of Ahamd Faraz (2 line)


Awaz De Ke Chup Gaye Har Bar Zindagi

Jo Chal Sako Tou Koi Aisi Chaal Chal Jana

Ishq Abhi Yad hay 

Aamid e Dost Ki Naveed Poetry In Urdu ( Ahmad Faraz )

Qafla Dil ka

Ab Ke Kuch Dil Hi Na Mana

Zakhom Ke Nomaish


Love Romantic, Dil


 دیدہ و دل میں تیرے عکس کی تشکیل سے ہم
دھول سے پھول ہوئے، رنگ سے تصویر ہوئے


Deeda o Dil mie Tere Aks ki Tashkeel se Hum
Dhool Se Phool Huye, Rang se Tasweer Huye



ahmad faraz beautiful lines from romantic ghazal


Poetry about poetry


شاعری تازہ زمانوں کی ہے معمار فراز
یہ بھی اک سلسلۂ کن فیکوں ہے، یوں ہے

Shayari Taza Zamanon Ki Hay Mehmaaz Faraz
Yeh Bhi Ek Silsala Kun Fa yakoon hay, Yoon Hay



ahmad faraz sher - shayari taza zamanay ki kun fa yakoon



Love Lines For Her


یہ عمر بھر کا اثاثہ اسی کے نام تو ہے
اگرچہ میری رفاقت میں چند سال تھی وہ


Ye Umar Bhar Ka Asasa Ussi Ke Naam Tou Hay
Agarche Meri Rafaqat Mie Chand Saal Thi Wo


ahmad faraz sad poetry - yeh umar bhar ka asasa


Darya, Saraab


وہ سامنے ہے مگر تشنگی نہیں جاتی
یہ کیا ستم ہے کہ دریا سراب جیسا ہے


Wo Samnay Hay Magar Tishnagi Nahi Jati
Yeh Kia Sitam Hay Ke Darya Saraab Jaisa Hay



ahmad faraz ki shayari - wo samnay hay maga tishnagi nahi jati


Motivational Poetry

زندہ رہنے کی تمنا ہو تو ہو جاتے ہیں
فاختاؤں کے بھی کردار عقابوں والے



Zinda Rehnay Ke Tamana Ho Tou Ho Jatay Hain
Fakhtaon Ke Bhi Kirdar Uqabon Jaisay



faraz poetry in urdu text - motivational shayari zinda rehnay  tamana ho tou


Beautiful Love Lines


ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام ترا
کوئی تجھ سا ہو تو پھر نام بھی تجھ سا رکھے



Hum Ko Acha Nahi Lagta Koi Hum Naam Tera
Koi Tuj Sa Ho tou Phir Naam Bhi Tuj Sa Rakhay



faraz ki shayari - hum ko acha nahi lagta




ہم نہ ہوتے تو کسی اور کے چرچے ہوتے
خلقتِ شہر تو کہنے کو فسانے مانگے


Hum Na Hotay Tou Kisi Aur Ke Charchay Hotay
Khalqat e Sher Tou Kehnay Ko Fasaanay Mangay



ahmed faraz poetry in urdu - shayari about shayari



منزلیں دور بھی ہیں منزلیں نزدیک بھی ہیں
اپنے ہی پاؤں میں‌ زنجیر پڑی ہو جیسے


Manzalain Door Bhi Hain Manzalain Nazdeek Bhi Hain
Apnay Hi Paon Mie Zanjeer Parri Ho Jaisay



faraz ahmed shayari - manzalain door bhi hay - zanjeer fraz

Khawab shayari



دیدہ و دل تو ترے ساتھ ہیں اے جانِ فراز
اپنے ہمراہ مگر خواب نہ لے جا میرے


Deeda o Dil Tou Tere Sath Hain Aye Jaan e Faraz
Apnay Humrah magar khawab na lay ja mere



faraz ahmed poetry on dil khawab


آج اک اور برس بیت گیا اُس کے بغیر
جِس کے ہوتے ہوئے ہوتے تھے زمانے میرے


Aaj ek Aur Bars Beet Gya Us ke Baghair
Jis Ke Hotay Huye Hotay Thay Zamanay Mere



ahmad faraz poetry in urdu



لُٹ کے بھی خوش ہوں کہ اشکوں‌ سے بھرا ہے دامن
دیکھ غارت گریِ دِل یہ خزانے میرے


Lut Ke Bhi Khush Hon Ke Ashkhon Se Bhara Hay Daman
Daikh Gharat ghare e Dil Yeh Khazanay Mere



faraz poetry in urdu on ansoo ashk


Tags; 2 lines On Ankhain, Shaam and Dil


آنکھوں میں ستارے تو کئی شام سے اترے
پر دل کی اداسی نہ در و بام سے اترے


Aankhon Mie Sitaray Tou Kai Shaam Se Utray
Per Dil Ki Udasi Na Dar o Baam Se Utray



ahmad faraz love poetry - on aankh shaam



ہم کہ روٹھی ہوئی رت کو بھی منا لیتے تھے
ہم نے دیکھا ہی نہ تھا موسم ہجراں جاناں


Hum Ke Roothi Hui Rut Ko Bhi Mana Laitay Thay
Hum Ne Daikha Hi Na Tha Mossam Hijraan Janaa


faraz shayari on life


Popular Sher by Faraz


بندگی ہم نے چھوڑ دی ہے فراز
کیا کریں لوگ جب خدا ہو جائیں


Bandagi Hum Ne Chorr Di Hay Faraz
Kia Karain Log Jab Khuda Ho jayien



ahmad faraz best shayari - famous shayar - Bandagi hum ne Chorr di kiya karain jab log khuda ho jaayen



دن کے ڈھلتے ہی اُجڑ جاتی ہیں آنکھیں ایسے
جس طرح شام کو بازار کسی گاؤں میں


Din Ke Dhaltay Hi Ujjar Jati Hain Aankhain Aisay
Jis Tarah Shaam Ko Bazaar Kisi Gaon mie

ahmad faraz sad shayari



ہوا کے رخ پہ کبھی بادباں نہیں رکھتے
بلا کے حوصلے دریا دلوں میں ہوتے ہیں


Hawa Ke Rukh Pe Kabhi Badbaan Nahi Rakhtay
Bala Ke Hoslay Darya Dilon Mie Hotay Hain


motivational lines by ahmad faraz in urdu 2


نہ منزلوں کو نہ ہم رہ گزر کو دیکھتے ہیں
عجب سفر ہے کہ بس ہمسفر کو دیکھتے ہیں


Na Manzalon Ke Na Hum Reh Guzar Ko Daikhtay Hain
Ajaz Safar hay Ke Humsafar Ko Daikhtay hain



faraz sad poetry - na manzalon ke na safar


پلٹ کے آئے گا وہ بھی گئی رتوں کی طرح
جو تجھ سے روٹھ گیا ہے اسے جدا نہ سمجھ


Palat Ke Aye Ga Wo Bhi Gye Ruton Ke Tarah
jo Tuj Se Rooth Gya Hay Usay Juda Na Samajh



best of ahmad faraz - احمد فراز شاعری - palat ke Aye ga


فراز بھول بھی جا سانحے محبت کے
ہتھیلیوں پہ نہ اِن آبلوں کو پال کے رکھ


Faraz Bhool Bhi Ja Sanhay Mohabbat Ke
Hatheelon Pe No En Ablon Ko paal Rakh



ahmad faraz romantic poetry - فراز - on mohabbat


میں اس کو دیکھتا رہتا تھا حیرتوں سے فراز
یہ زندگی سے تعارف کی ابتدا تھی مری


Mie Us Ko Daikta Rehta Hon Hairton Se Faraz
Yeh Zindagi Se Taaruf Ki Abitida Thi Meri



zindagi poetry faraz - life - yeh zindagi se


رفتہ رفتہ یہی زنداں میں بدل جاتے ہیں
اب کسی شہر کی بنیاد نہ ڈالی جائے


Rafta Rafta Yehi Zindaan Mie Badal Jatay Hain
Ab Kisi Sehr Ki Buniyaad Na Dali Jaye



faraz ahmad faraz poetry - شہر پہ شاعری


ہم اپنے زعم میں خوش تھے کہ اس کو بھول چکے
مگر گمان تھا یہ بھی، قیاس تھا وہ بھی


Hum Apnay Zoham mie Khush The Ke Us Bhool Chukkay
Magar Ghumaan Tha Yeh Bhi Qayaas Tha Wo Bhi


fraz ahmed poetry - 2 lines sad


فراز نے تجھے دیکھا تو کس قدر خوش تھا
پھر اُس کے بعد چلی وہ ہوا اداسی کی


Faraz Ne Tujay Daikha Tou Kis Qadar Khush Tha
Phir Us ke Baad Challi Wo Hawa Udasi Ki


ahmad faraz sad shayari





یہ لوگ کیسے مگر دشمنی نباہتے ہیں
ہمیں تو راس نہ آئیں محبتیں کرنی


Yeh Log Kaisay Magar Dushmani Nibahtay Hain
Humain Tou Raas Na Ayien Mohabtain Karni


fraz best poetry - 2 lines shayari on mohabbat



Ahmad Faraz Shayari In Urdu Text



دل کو کیا روئیں کہ جب سوکھ گئی ہوں آنکھیں
شہر ویراں ہے کہ دریاؤں میں پانی کم ہے



شاعری کرتی ہے اک دنیا فراز
پر تری سادہ بیانی اور ہے


Hope You will like this Beautiful Ahmad Faraz Poetry Collection. I have collected unique shayari for my blog readers. If you like this please tell me in comment box. tell me your favourite sher of faraz ahamad faraz.  I always well come your feedback use contact form to gives your precious suggestions and remmendations about urdushayari.info.



More Shayari

Poetry By Urdu Poets

2 Lines Shayari In Urdu

Love Shayari

Motivational Shayari in Urdu – Best Inspirational Shayari Collection with Images

 Some Latest Posts On This Blog


Mera Naam Nahi Koi

Ashkon Mie Mehek 2 lines

Teri Khushboo Se Mere Dil

Parveen Shakir 2 line Best


Allama Iqbal Poetry Collection

How I Started This Poetry Blog

Popular 




Post a Comment

1 Comments

  1. ہر صبح مکافات کی شاموں کے لیئے ہے
    دنیا دلِ نادار کے کاموں کے لیئے ہے
    اعدائے نبوت کا ٹھکانہ ہے جہنم
    جنت تو محمد کے غلاموں کے لیئے ہے

    Islamic Poetry by Murshid Poetry

    ReplyDelete