Wasif Ali Wasif was a writer, teacher, Poet and Sufi from Khushab, Pakistan. He war born on 15 January 1929 in Khushab. His Sufism quotes are very popular among the readers of urdu. His quotes on every topic of life are very deep. Wasif Ali Wasif died on 18 January 1993 at Lahore. His Literacy work is guidance for all the humanity. I have compile the list of top 13 sher of Wasif . Hope you will like it.
Best Wasif Ali Wasif Poetry 2 lines - واصف علی واصف کے منتخب اشعار
Barson Ki Musafat Mie Wo Tay Nahi Ho Saktay
Jo Faslay Hotay Hain Nighaon Mie Zara Se
برسوں کی مسافت میں وہ طے ہو نہیں سکتے
جو فاصلے ہوتے ہیں نگاہوں میں ذرا سے
*************************************
Ainaa, Arzoo, Image, urdu Text
Mie Arzoo e Deed Ke Kis Marhalay Mie Hon
Khud Ainaa Hon Ya Mie Kisi Ainay Mie Hon
میں آرزئے دید کے کس مرحلے میں ہوں
خود آئینہ ہوں یا میں کسی آئینے میں ہوں
*************************************
Mohabbat, Ashk, Qayamat, Love
Mie Soz e Mohabbat Hon, Mie Aik Qayyamat Hon
Mie Ashk e Nadamat Hon, Mie Gohar e Yakdana
میں سوزِ محبت ہوں، میں ایک قیامت ہوں
میں اشکِ ندامت ہوں، میں گوہر یکدانہ
*************************************
واقعہ معراج پہ شاعری، 4 lines,
چار سو نور کی بر سات ہوئی آج کی رات
احد اور احمد کی ملاقات ہوئی آج کی رات
گفتگو ذات سے بلذات ہوئی آج کی رات
مختصر یہ کہ بڑی بات ہوئی آج کی رات
Chaar Soo Noor ke Barsaat Hui Aaj Ki Raat
Ahad Aur Ahmad ki Mulaqat hu Aaj Ki Raat
Guftugo Zaat Se BilZaat Hui Aaj Ki Raat
Mukhtasar Yeh Ke Barri Baat Hui Aaj Ki Raat
*************************************
Also Read: Best Allama Iqbal Poetry
2 lines , Insaan, Irtiqaa
اس ارتقاء کا نہ جانے زوال کیا ہوگا
بشر کی صفت آج بشر میں نہیں
Es Irtiqa Ka Na Janay Zawal Kia Ho Ga
Bashar Ke Sifat Aaj Bashar Mie Nahi
*************************************
Ishq poetry, Khamoshi, wasif
واصف! دیارِ عشق میں لازم ہے خامشی
مر کر بھی لب پہ آئے نہ ہر گز گلے کی بات
Wasif ! Dayaar e Ishq mie Lazim Hay Khamashi
Mar Kar Bhi Lab Pe Aye Na Hargiz Gillay Ki Baat
*************************************
Aankh, deedar, beautiful lines, Ishq e haqeeqi
Jis Aankh Ne Daikha Tujay Us Aankh ko Daikho
Hay Es ke Siwa Kia Tere Deedaar Ke Soorat
جس آنکھ نے دیکھا تجھے اس آنکھ کو دیکھوں
ہے اس کے سوا کیا تیرے دیدار کی صورت
*************************************
Raaz, Jigar, 2 lines wasif ali wasif shayari
واصف ہے میرا نام، مگر راز ہوں گہرا
ذرے نے جگر چیر کے رکھا میرا آگے
Wasif Hay Mera Naam, Magar Raaz Ho Gehra
Zaray Ne Jigar Cheer ke Rakha Meray Aagay
*************************************
Dil, Khuda, Duniya, شکایت
Muj Ko Tou Meray Apnay Hi Dil Se Hay Shikayat
Dunya Se Gilla Koi , Na Shikwa Hay Khuda Se
مجھ کو تو مرِے اپنے ہی دل سے ہے شکایت
دنیا سے گلہ کوئی، نہ شکوہ ہے خدا سے
*************************************
Also Read: Mirza Ghalib 2 lines Shayari
ٰIrfan, Rind, Jabeen, Allah se Mohabbat
0 Comments