Best Allama Iqbal Poetry Collection

Allama Muhammad Iqbal is great Urdu Poet. He Was Borned 9 November (celebrated Iqbal Day )1877 and Died 21 April 1938. He is Pakistan National Poet.  Most of His Poetic Works Is in Persian Language Rather than Urdu. Allama Iqbal Poetry Is very Popular amongst the Muslim Youth of Pakistan and India. He Wrote Asrar e Khudi and Rumiz i Bekhudi ( اسرارِخودی ، رموز ِ بے خودی۔. ) In Persian Language. Allama Iqbal Famous urdu poetry books are Bang e Dara, Bal-e-Jibril بالِ جبریل ,  Zarb-i-Kalim ضربِ کلیم and  u Armughan-e-Hijaz ارمغانِ حجاز.  He Wrote Two English Books as well.  urdushayari.info Collected most popular Poetry of Allama Iqbal. Memorize these shers of Iqbal to your childern and Teach them About Iqbaliyaat.

 

 

Best Allama Iqbal Poetry  - علامہ اقبال کے مشہور اشعار




Koi Qabil Ho Tou Hum Shan e Kain Detay Hain
Dhondnay Walon Ko Duniya Bhi Nai Detay Hain



کوئی قابل ہوتو ہم شانِ کئی دیتے ہیں
ڈھونڈنے والوں کو دنیا بھی نئی دیتے ہیں



Best Allama Iqbal Poetry  In Urdu - 2 Lines Shayari

-----


Dil , Taqqat, Parvaaz, Image, 2 line


Dil Se Jo Baat Nikalti Hay Asar Rakhti Hay
Par Nahi Taqqat e Parvaaz  Magar Rakhti Hay


دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے
پر نہیں، طاقت ِپرواز مگر رکھتی ہے


Dil Se Jo Baat - Best Allama Iqbal Poetry Urdu

----------------


Khudi, Iqbal, Taqdeer, Raza


Khudi Ko Kar Buland Etna Ke Har Taqdeer Se Pehlay 
Khuda Banday Se Khud Pochay , Bata Teri Raza Kia Hay


خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے، بتا تیری رضا کیا ہے


Khudi Ko Kar Buland Etna - Best Allama Iqbal Shayari

----------



See Our Urdu Shayari Archive Page

Motivational Shayari In Urdu

2 lines Urdu Shayari

Barish Shayari

Best Love Shayari


Toheed, Dil , Khanjar, Paighaam, Shairi, Two lines


Naqash Toheed Kar Har Dil Mie Bitahya hum Ne
Zer e Khanjar Bhi Yeh Paigham Sunaya Hum Ne


نقش توحید کا ہر دل میں بیٹھایا ہم نے
زیر ِ خنجر بھی یہ پیغام سنایا ہم نے



allama iqbal poetry - shayari on Toheed dil and Khanjar

------------


Shaheen Shayari, Popular poetry, Shair by Iqbal


Nahi Tera Nasheman Qasar e Sultani Ke Ghumand Par
Tou Shaheen hay, Basaraa Kar Paharron Ke Chitanon Mie



نہیں تیرا نشیمن قصرِ سُلطانی کے گُنبد پر
تو شاہیں ہے، بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں میں


iqbal poetry - shayari on Shaheen - شاہین پہ شاعری

---------------

Saaqi, Iqbal ke shayari, Poetry In Urdu, Shari



Nasha Pila Kar girana Tou Sab Ko Atta Hay
Maza Tou Jab Hay ke Girtton ko Tham Lay Saqi


نشہ پلا کر گرانا تو سب کو آتا ہے
مزہ تو جب ہے کہ گرتوں کو تھا م لے ساقی

allama iqbal shayari - 2 line poetry on Saaqi Nasha

-------------

Urdu Font, Tasveer, Iqbal Best Lines


Toun Raaz Kun Fakaan Hay, Apni Aankhon Par Ayyan Ho Ja
Khudi Ka Razdan Ho Ja , Khuda Ka Tarjaman Ho Ja



تو راز کن فکاں ہے، اپنی آنکھوں پر عیاں ہوجا
خودی کا رازداں ہوجا، خدا کا ترجماں ہو جا


allama iqbal poetry in urdu - Shayari on Khudi- خودی پہ شعر

-------------------------------------


Iqbal Ke Ishq aur Ilam pe Shayari


Ilam Ne Muj Se Kaha Ishq hay Dewanapan
Ishq ny Muj se Kaha Ilam hay Takhmeen o Zan
Banda e Takhmena Zan Karam Kitabi Na Ban
Ishq Sarapa Huzoor, Ilam Sarapa Hijab


علم نے مجھ سے کہا عشق ہے دیوانہ‌پن
عشق نے مجھ سے کہا علم ہے تخمین و ظن
بندۂ تخمین و ظن! کِرمِ کتابی نہ بن
عشق سراپا حضور، علم سراپا حِجاب!


Allama Iqbal poetry in Urdu 4 lines  - Ishq ke Garmi


---------------------

Iqbal Ka Sher on Ishq


Ishq Ki Garmi Se Hay Maarkay Qayanaat
Ilam Maqam e Sifaat, Ishq Tamashay Zaat
Ishq Sakoon o Sabaat, Isha Hayyat o Mammat
Ilam Hay paida Sawal, Ishq hay Pehnaan Jawab


عشق کی گرمی سے ہے معرکۂ کائنات
علم مقامِ صفات، عشق تماشائے ذات
عشق سکُون و ثبات، عشق حیات و ممات
علم ہے پیدا سوال، عشق ہے پِنہاں جواب!



iqbal poetry in urdu - عشق اور علم پہ علامہ اقبال کی شاعری

---------------------------


Definition of Ishq and Knowledge by Iqbal


علم ہے اِبن الکتاب، عشق ہے اُمّ الکتاب!
Ilam hay Ibn ul Kitaab, Isha hay Um ul Kitaab



iqbal shayari - 2 lines علم کیا ہے عشق کیا ہے

----------------


Mera Naghma Hay Jahan ka, Wo Jahaan Hi Aur Hay
Es Dray e Karwaan Ka Karwaan Hi Aur Hay


میرا نغمہ ہے جہاں کا، وہ جہاں ہی اور ہے
اس درائے کارواں کا کارواں ہی اور ہے


---------------

Islamic poetry, علامہ اقبال شاعری



Azayam Ko Sioon Mie Baidaar kar De
Nigha e Muslaam ke Talwaar kar de



عزائم کو سینوں میں بیدار کردے
نگاہ مسلماں کو تلوار کردے


allama iqbal sher - islam poetry- shayari on Talwaar   تلوار

----------------------


Urdu Poetry About Life, اقبال ، deep lines



Amal Se Zindagi Banti Hay Jannat Bhi Jahanam Bhi
Yeh Khaaki Apni Fitrat Mie Na Noori Hay Na Naari Hay


عمل سے زندگی بنتی ہے جنّت بھی، جہنّم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نُوری ہے نہ ناری ہے


allama iqbal shayari in urdu - Poetry about Life Jannat  Amal se

--------------------------


Images, 2 lines, Kaafir, Momin, Shayri


Kafir Ki Yeh Pechaan Hay Afaaq Mie Gum Hay
Momin Ki Yeh Pechaan Ke Gum us Mie Hain Afaaq


کافر کی یہ پہچان کہ آفاق میں گُم ہے
مومن کی یہ پہچان کہ گُم اس میں ہیں آفاق!


allama iqbal ki shayari - poetry on kafir momin مومن کافر

-----------------------------


Quran quotes, Qaari, Yeh Raaz, urdu Text



Yeh Raaz Kisi Ko Nahi Maaloom Ke Momin 
Qari Nazar Ata Hay Haqeeqat mie Hay Quran


یہ راز کسی کو نہیں معلوم کہ مومن
قاری نظر آتا ہے حقیقت میں ہے قران

allama iqbal ke sher - poetry on Quran - ye Raaz


-------------------


Ishq e Haqeeqi Poetry,  Iqbal ke Sher



Ishq Bhi Ho Hijab Mie Hussan Bhi Ho Hijab Mie
Ya Tou Khud Ashkaar Ho Ya Mujay Ashkar Kar


عشق بھی ہو حجاب میں، حُسن بھی ہو حجاب میں
یا تو خود آشکار ہو یا مجھے آشکار کر


allama iqbal ki shayari in urdu - poetry on Ishq Husn Hijaab

--------------


Iqbal Poetry on Kirdaar, Ghaazi, Guftaar, علامہ اقبال اردو شاعری



Iqbal Barra Aubdeshak Hay Man Batton Mie Moh Laita Hay
Guftaar Ka Ye Ghazi Tou Bana Kirdaar Ka Ghazi Ban na Saka

اقبالؔ بڑا اُپدیشک ہے، من باتوں میں موہ لیتا ہے
گفتارکا یہ غازی تو بنا،کردار کا غازی بن نہ سکا


allama iqbal famous poetry in urdu - کردار گفتار پہ اقبال کی شاعری

-------------------


masjid pe Shayari, Poetry on Namaz, اردو میں شاعری، do lines



Masjid Tou Bana Di Shab Bhar Mie Imaan Ki Harrat Walon Ne
Man Apna Purani Paapi Hay , Barson Mie Namazi Ban Na Saka


مسجد تو بنا دی شب بھر میں ایماں کی حرارت والوں نے
من اپنا پُرانا پاپی ہے، برسوں میں نمازی بن نہ سکا





iqbal ki shayari - poetry on Mosque مسجد پہ شاعری

---------------------


Dastaan e Haram, Poetry on Imam Hussain by Allama Iqbal, Couplets shairy



Ghareeb o Saada o Rangeen Hay Dastaan e Harram
Nahayaat Es Ki Hussain Ibtidaa Hay Ismail


غریب و سادہ و رنگیِں ہے داستانِ حرم
نہایت اس کی حُسینؓ، ابتدا ہے اسمٰعِیلؑ


allama iqbal sher in urdu - علامہ اقبال کی شاعری امام حسین پہ

-----------------------

Mashoor Shar , Maktab, Shery


Yeh Faizan e Nazar Tha Ya Ke Maktab ki Karamat Thi
Sikhay Kis Ny Ismial Ko Adab e Farzandi


یہ فیضانِ نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسماعیل کو آدابِ فرزندی


allama iqbal poetry in urdu love - Yeh Faizan Nazar tha اسماعیل

----------------------


Related Urdu Poetry 2 Lines


2 Line Shayari By Daag Dehlvi


Mir Taqi Mir Shayari in Urdu


Ahmad Faraz Poetry Beautiful Lines


Faiz Ahamad Faiz


Mirza Ghalib Shayari



Poetry on God, Famous poetry in Urdu, For Muslims



Botton se Tuj ko Umeedain, Khuda se Na Umeedi
Mujay Bata tou Sahi, Aur Kafri Kia Hay


بتوں سے تجھ کو امیدیں ، خداسے نا امیدی
مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے


iqbal shayari in urdu - بتوں سے تجھ کو امید

----------------------


allama iqbal poetry in urdu for students, Manzil, عقاب پہ شعری


Auqaabi Rooh Jab Bidaar Hoti Hay Jawano Mie
Nazar Atti Hay Us ke Apni Manzil Asmano Mie


عقابی رُوح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے اس کو اپنی منزل آسمانوں میں


allama iqbal poetry in urdu for youth - عقاب شاعری اقبال

--------------------


sher in urdu، Poetry on zameen Aasmaan, Shayari on muslims students



Nah Tou Zameen Ke Liye Hay Na Asman Ke Liye 
Jahaan Hay Tere liye , Toun Nahi Jahaan Ke liye


نہ تُو زمیں کے لیے ہے نہ آسماں کے لیے
جہاں ہے تیرے لیے، تُو نہیں جہاں کے لیے


allama iqbal best poetry in urdu for students

-------------------------------


allama iqbal poetry in urdu text, اقبال کی جوانوں پہ شاعری ، pic



Kabhi Aye Nojawan e Muslim, Tadabbar Bhi Kiya Tou Nay
Wo Kia Gardoon Tha Jis ka Hay Ek Toota Hua Tara
Tujay Us Qom Ne Palaa Aghosh e Mohabbat Mie
Kuchal Dala Jis Ne Paon Mie Taj e Sar e Daara



خطاب بہ جوانانِ اسلام
کبھی اے نوجواں مسلم! تدبّر بھی کِیا تُو نے
وہ کیا گردُوں تھا تُو جس کا ہے اک ٹُوٹا ہوا تارا
تجھے اس قوم نے پالا ہے آغوشِ محبّت میں
کُچل ڈالا تھا جس نے پاؤں میں تاجِ سرِ دارا


allama iqbal famous poetry for Muslim students جوانانِ اسلام

------------------------


مسلمانوں کے زوال کی وجہ، iqbal poetry on , aaj ke musalman


Tujay Aaba Se Apnay Koi Nisbat Ho Nahi Sakti
Ke Toun Guftaar Wo Kirdaar, Tou Sabit Wo Siyaara


تجھے آبا سے اپنے کوئی نسبت ہو نہیں سکتی
کہ تُو گُفتار وہ کردار، تُو ثابت وہ سیّارا


Best Allama Iqbal Poetry Collection- اقبال کی شاعری

------------------------------------


Allama Iqbal Poetry Collection, علامہ محمد اقبال


Ganwadi Hum Ne Jo Islaaf se Miraas Pai Thi
Suriyaa Se Zameen par Aasmaan Ne Hum Ko De Maara


گنوا دی ہم نے جو اسلاف سے میراث پائی تھی
ثُریّا سے زمیں پر آسماں نے ہم کو دے مارا


allama iqbal poetry in urdu text

--------------------


Iqbal shayari quotes about muslim's books in Europe, Dil


Magar Wo ilam Ke Motti, Kitabain Apnay Aaba Ki
Jo Daikhien Un ko Europe Mie Tou Dil Hota hay Se paara


مگر وہ عِلم کے موتی، کتابیں اپنے آبا کی-
جو دیکھیں ان کو یورپ میں تو دل ہوتا ہے سیپارا

allama iqbal poetry online کتابیں اپنے آبا کی

-------------

allama iqbal poetry online


Yeh Jannat Mubarik Rahay Zahidon Ko
Ke Mie Aap ka Samna Chahta Hon



یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو 
کہ میں آپ کا سامنا چاہتا ہوں

allama iqbal poetry in urdu sms - Yeh Jannat Mubarik

-----------------

Poetry on Khudi, sharo shayari, 


Khudi Ko Jis Ne Falak Se Buland Tar Daikha
Wo Hi Hay Mumlkat e Suba o Sham se Aggah


خودی کو جس نے فلک سے بلند تر دیکھا
وہی ہے مملکتِ صبح و شام سے آگاہ


allama iqbal poetry sms- خودی پہ علامہ اقبال کے اشعار

-----------------------


Dua Sharo Shaari For Muslims By Muhammad Iqbal


دُعا Dua
Ya Rab   Dil e Muslim Ko Wo Zinda Tamanna De
Jo Qalab Ko Garma De Jo Rooh Ko Tarpa De


یا رب! دلِ مسلم کو وہ زندہ تمنّا دے
جو قلب کو گرما دے، جو رُوح کو تڑپا دے


iqbal poetry in urdu 2 lines - Dua Shayari for Muslims

----------------------------------------


Poetry On Chaand Mohabbat, Zulmat, Heart, Dua poetry 



Es Dorr ki Zulmat mie Har Qalab e Pareshan Ko 
Wo Dagh e Mohabbat de Jo Chaand Ko Sharma De


اس دور کی ظُلمت میں ہر قلبِ پریشاں کو
وہ داغِ محبّت دے جو چاند کو شرما دے

allama iqbal shayari islamic - Iqbal ki Poetry

---------------

allama iqbal poetry in urdu for youth, Zindagi, Jawab e Shikwa


Apnay Mann mie doob Kar Pa Ja Sorakh e Zindagi
Tou Agar mera Nahi Banta Na Ban Apna Tou Ban


اپنے من میں ڈوب کر پا جا سراغِ زندگی
تُو اگر میرا نہیں بنتا نہ بن، اپنا تو بن

allama iqbal shayari for students - Image


---------------------------------


Beautiful Poetry By Allama Iqbal, Deep lines


Paani Paani Kar Gaye Muj Ko Qalandar Ke Yeh Baat
Tou Jhoka Jab Ghair ke Aagay Na Mann Tera Na Tan


پانی پانی کر گئی مجھ کو قلندر کی یہ بات-
تُو جھُکا جب غیر کے آگے، نہ من تیرا نہ تن


iqbal poetry in urdu text - پانی پانی کر

------------------------------------


Poetry on God, Allah, Ishq e Haqeeqi, Sajjda


Kabhi Aye Haqeeqat e Muntazir , nazar a Libas e Majjaz Mie
ke Hazaron Sajjday Tarrab rahay Hain Meri Jabeen e Niaz Mie


کبھی اے حقیقتِ منتظَر! نظر آ لباسِ مجاز میں
کہ ہزاروں سجدے تڑپ رہے ہیں مری جبینِ نیاز میں


allama iqbal shayri - عشق حقیقی پہ شاعری

------------------------


Best Poetry by Iqbal, Shayari Islamic


Jo Mie Sar Basajjda Hua Kabhi Tou Zameen Se Anay Lagi Sadaa
Tera Dil Tou Hay Sanam Aashna Tujay Kia Millay Ga Namaz Mie


جو میں سر بسجدہ ہُوا کبھی تو زمیں سے آنے لگی صدا
ترا دل تو ہے صنَم آشنا، تجھے کیا مِلے گا نماز میں


allama iqbal best poetry in urdu - جو میں سر بسجدہ

----------------------------------


allama iqbal poetry in urdu, Shaddat, Sehra , Darya, Two lines, urdu text, beautiful Images, Islamic shairy


(اندلس کے میدانِ جنگ میں)

Yeh Ghazi , Yeh Tere Pur Israr Banday
Junain Toun ne Bakhsa Hay Zoq e Khudai
Do Neem En Ki Thokkar Se Sehra o Darya
Simmat kar Pahhar en ki Hyabbat se Raii
Do Aalam Se karti Hay Baighana Dil Ko
Ajab Cheez hay Lazzat e Aashnai
Shadaat Hay Matloob o Maqsood Momin
Na Maal e Ghaneemat Na Kishwar Koshai


یہ غازی، یہ تیرے پُر اسرار بندے
جنھیں تُو نے بخشا ہے ذوقِ خدائی
دونیم ان کی ٹھوکر سے صحرا و دریا
سِمٹ کر پہاڑ ان کی ہیبت سے رائی
دو عالم سے کرتی ہے بیگانہ دل کو
عجب چیز ہے لذّتِ آشنائی
شہادت ہے مطلوب و مقصودِ مومن
نہ مالِ غنیمت نہ کِشور کشائی



allama iqbal shayari islamic - یہ غازی یہ تیرے پٗر اسراز بندے

-----------------------------

allama iqbal poetry urdu, علامہ اقبال کے مشہور اشعار


Yeh Nagma Fasal e Gul o Lala Ka Nahi Pabannd
Bahaar Ho ke Ghizaan La Ila Ha Ill Allah


Agarche Bott Hain Jammat Ke Aastion Mie
Mujay Hay Hukme Aazan  La Ila Ha Ill Allah



یہ نغمہ فصلِ گُل و لالہ کا نہیں پابند-
بہار ہو کہ خزاں، لَا اِلٰہَ اِلّاَ اللہ


اگرچہ بُت ہیں جماعت کی آستینوں میں
مجھے ہے حُکمِ اذاں، لَا اِلٰہَ اِلّاَ اللہ


لَا اِلٰہَ اِلّاَ اللہ 4 line ki shayari by Iqbal

------------------------


allama iqbal urdu poetry، مجاہد پہ شاعری، popular sher


Alfaz o Maani Mie Tafawat Nahi Lekin
Mulla Ke Azaan Aur Mujahid Ke Azan Aur

الفاظ و معانی میں تفاوت نہیں لیکن
مُلّا کی اذاں اور، مجاہد کی اذاں اور


Islamic shayari by Allama iqbal 2 line - mujahid

----------------

کرگس شاہین شاعری اردو میں، Best Poetry, Top Lines, مشہور شعر


Parwaaz Hay Dono ki Esi Aik Fizza Mie
Kargis Ka Jahan Aur Shaheen Ka Jahan Aur

پرواز ہے دونوں کی اسی ایک فضا میں
کرگس کا جہاں اور ہے، شاہیں کا جہاں اور

allama iqbal ki shaheen pe shayari - شاہین پہ شعر

--------------------------------

Imamat Ke Haqeeqat Shayari by Iqbal, امامت کیا ہے علامہ اقبال کی نظر میں، مسلماں پہ شعر، 


Tou Ne Pochi Hay Imamat Ke Haqeeqat Muj Se
Haq Tuj Se Meri Tarah Sahib e Asrar Karay
Hay Wo Hi Tere Zamanay ka Imama e BarHaq
Jo Tujay Hazir o Mojood se Aggah Karay
Mout ke Ainay Mie Tuj ko dikha kar Rukh e Dost
Zindagi Tere liye Aur bhi Dushwaar Karay
Day ke Ehsaas e Ziyaan Tera Lahoo Karma De
Fuqar ki Saan Charhaa kar Tuj ko Talwar karay
Fitna millat  e Baiza Hay Imamat us Ke
Jo Muslman ko Salateen kar Parastaar karay



تُو نے پُوچھی ہے امامت کی حقیقت مجھ سے
حق تجھے میری طرح صاحبِ اَسرار کرے
ہے وہی تیرے زمانے کا امامِ برحق
جو تجھے حاضر و موجود سے بیزار کرے
موت کے آئِنے میں تجھ کو دکھا کر رُخِ دوست
زندگی تیرے لیے اور بھی دُشوار کرے
دے کے احساسِ زیاں تیرا لہُو گرما دے
فقر کی سان چڑھا کر تجھے تلوار کرے
فتنۂ ملّتِ بیضا ہے امامت اُس کی
جو مسلماں کو سلاطیں کا پرستار کرے!



Allama Iqbal popular Imamat shayari - امامت شاعری

iqbal poetry About Hindustan, Chine, Arab, Wattan, Muslim, poetry allama iqbal in urdu


Chine o Arab Hamara Hindostaan Hamara
Muslim Hain Ham, Wattan Hay Sara Jahan Hamara


چِین و عرب ہمارا، ہندوستاں ہمارا
مسلم ہیں ہم، وطن ہے سارا جہاں ہمارا



Allama Iqbal poetry on Hindustan Chine - Shayari for muslims

--------------------------------

poetry in urdu allama iqbal


Kafir Hay Tou Shamsheer pe Karta Hay Bharosha
Momin Hay Tou Be Taigh Bhi Larta hay Siphoy



کافر ہے تو شمشیر پہ کرتا ہے بھروسا
مومن ہے تو بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی


Allama Iqbal ke mashoor Ashaar - مشہور اشعار کافر ہے تو شمشیرپہ کرتا

--------------------------

poetry in urdu of allama iqbal


Waye Nakaami! Matta e Karwaan Jata Raha
Karwaan ke Dil Se Ehsas e Ziyaan Jata  Raha



وائے ناکامی! متاعِ کارواں جاتا رہا
کارواں کے دل سے احساسِ زیاں جاتا رہا



allama iqbal poetry in urdu love کارواں کے دل سے


----------------------------------------

poetry of allama iqbal in urdu, Ishq Lines, Sufi shayari


Jab Ishq Sikhata Hay Adaab e Khud Aaghai
Khultay Hain Ghulamo Par Asrar e Shenshai

جب عشق سکھاتا ہے آدابِ خود آگاہی
کُھلتے ہیں غلاموں پر اسرارِ شہنشاہی



Allama Iqbal 2 lines khudi shayari - popular poetry



----------------------

urdu poetry allama iqbal



Aye Tayyer La Hooti, Us Rizq se Mout Achi
Jis Rizq se Aati Ho Parwaaz Mie Kotahi



اے طائر لاہوتی اُس رزق سے موت اچھی
جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی



iqbal poetry on khudi - اے طائر لاہوتی اس رزق سے موت اچھی

------------------------------------

allama iqbal shayari

 
توحید کی امانت سینوں میں ہے ہمارے
آساں نہیں مٹانا نام و نشاں ہمارا


Toheeh Ki Amanat Seeno mie Hay Hamaray
Aasaan Nahi Mitana Naam o Nishaan Hamara




دنیا کے بت کدوں میں پہلا وہ گھر خدا کا

ہم اُس کے پاسباں ہیں وہ پاسباں ہمارا


Duniya Ke Bott kadon mie Pehla Wo Ghar khuda Ka
Hum us ke Pasbaan Wo Pasbaan Hamara




allama iqbal sad poetry - توحید پہ شاعری

---------------------------------------------




Iqbal Quote - allama iqbal poetry in urdu for pakistan , Ishq , Subah Shaam



Diyaar e Ishq mie Apna Maqqam Paida Kar
Naya Zamana , Nay Subah o Shaam paida kar

دیارِعشق میں اپنا مقام پیدا کر
نیا زمانہ ، نئے صبح وشام پیدا کر




iqbal quote - Allama Iqbal ke Sher




Sufi poetry By Allama Iqbal, Khudi ka Sher




مرا طریق امیرے نہیں، فقیری ہے
خودی نہ بیچ، غریبی میں نام پیدا کر

Mera Tareeq Ameeri Nahi Faqeeri Hay 
Khudi Na Baich, Ghareeb Mie naam paida Kar



Sufi poetry By Allama Iqbal, Khudi ka Sher - Ghareebi mie naam


-------------------------------------------------------------------------






Post a Comment

1 Comments