Parveen Shakir Is Very Popular Poet of Urdu Language. He is knwon as Khusboo Ki Shayaraa (خوشبو کی شاعرہ) . Her Poetry is Unmatchable. He Wrote Some Great Ghazals.and Nazams. Check out Top 10 Urdu Sher Of Parveen Shakir. Read and Enjoye Parveen Shakir Poetry With Images.
Parveen Shakir Poetry
Shayari On Dua, Swal, Hath Sad Poetry
میری طلب تھا ایک شخص وہ جو ملا نہیں تو پھر
ہاتھ دعا سے یوں گرا بھول گیا سوال بھی
Meri Talab Tha Aik Shakhs Wo Jo Mila Nahi Tou Phr
Hath Dua Se Youn Gira Bhool Gya Sawal Bhi
----------------------------
Poetry on Dil , Khawab Shayari, Barbaad Haal
اب کس سے کہیں اور کون سنے جو حال تمہارے بعد ہوا
اس دل کی جھیل سی آنکھوں میں اک خواب بہت برباد ہوا
Ab Kis Se Kaheen Aur Kon Sunay Jo Haal Tumharay Baad Hua
Es Dil Ki Jheel Si Ankhon Mie Aik Khawab Bhot Barbaad Hua
----------------------------
Love Poetry, Shayari image on Mudddat, Dilbari
مدتوں بعد اس نے آج مجھ سے کوئی گلہ کیا
منصبِ دلبری پہ کیا مجھ کو بحال کردیا
Muddaton Baad Us Ne Aaj Muj Se Gila Kia
Mansab e Dilbari Pe Kia Muj Ko Bahal Kar Dia
----------------------------
Popular Shayari by Parveen Shakir, poetry on Sach, Ruswai, Sad Shayri
کیسے کہہ دوں کہ مجھے چھوڑ دیا ہے اس نے
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی
Kaisay Keh Don Ke Mujay Chorr Dia Us Ne
Baat Tou Sach Hay Magar Baat Hay Ruswai Ki
----------------------------
Parveen Shakir Poetry in Urdu Collection, Sad Image Poetry, Shayari on Zakham , rug o jaan
ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا
کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا
Hum Tou Samjhay Thay Ke Ek Zakham Hay Bhar Jaye Ga
Kia Khabar Thi Ke Rag o Jaan Mie Uttar Jaye Ga
----------------------------
2 Lines Poetry , Sheri on Musafir, Dhoop, Sayee, Shajjar by Parveen
وہ مسافر ہی کھلی دھوپ کا تھا
سائے پھیلا کے شجر کیا کرتے
Wo Musaafir Hi Khuli Dhoop Ka Tha
Sayee Philaa Ke Shajjar Kia Kartay
----------------------------
Poetry Sad Love Images, Badan, Rooh shayar
بدن میرا چھوا تھا اس نے لیکن
گیا ہے روح کو آباد کر کے
Badan mera Chuaa Tha Us Ne Lekin
Gya Hay Rooh Ko Abaad Kar Ke
----------------------------
Mohabbat shayari , Bhool, Sad shayri pics
جواز ڈھونڈ رہا تھا نئی محبت کا
وہ کہہ رہا تھا کہ میں اس کو بھول جاؤں گی
Jawaz Dhond Raha Tha Naye Mohabbat Ka
Wo Keh Raha Tha Ke Mie Es Ko Bhool Jaon Gi
----------------------------
Parveen Shakir best poetry in Urdu , Sheri on Chaan raat and Sar
رات کے شانے پر سر رکھے
دیکھ رہا ہے سپنا چاند
Raat Ke Shanay Par Sar Rakhay
Daikh Raha Hay Sapna Chaand
----------------------------
Hijar Poetry in Urdu 2 lines , Parveen Shakir Shayari, Tanhaai, Dastaak, Khawaab
ہجر کی شب مری تنہائی پہ دستک دے گی
تیری خوش بو مرے کھوئے ہوئے خوابوں کی طرح
Hijar Ki Shab Meri Tanhaai Pe Dastak De Gi
Teri Khushboo mere Khoye Huye Khawabon Ki Tarah
----------------------------
Read More Poetry In Urdu:
Top 10 Urdu Sher Of Mohsin Naqvi
Pee Jaa Ayaam Ki Talkhi Ko Bhi Hans Kar
1 Comments
Very nice collection of Parveen shakir Shayari. Add Tehzeeb hafi shayari too because he is an emerging Poet from Asia.
ReplyDelete