Top 10 Urdu Sher of Mohsin Naqvi

Read the best collection of mohsin naqvi shayari and sad poetry in urdu. Moshsin naqvi is very famous poet of Urdu language and He has written top class poetry and touched different topics of life. Urdushayari.Info presents top 10 Urdu Sher of Mohsin Naqvi. Hoping you will enjoy Mohsin naqvi poetry. 



Mohsin Naqvi Poetry




زندگی پھول ہے، خوشبو ہے مگر یاد رہے
زندگی گردشِ حالات بھی ہو سکتی ہے

Zindgi Phool Hay, Khushboo Hay Magar Yaad Rahay
Zindgi Gardesh e Halaat Bhi Ho Sakti Hay



mohsin naqvi poetry - 2 lines urdu shayari on Life  khushboo

--------------------


تما م عمر ترا منتظر رہا محسن
یہ اور بات کہ، رستہ بدل بھی سکتا تھا

Tamam Umar Tera Muntazir Raha Mohsin
Yeh Aur Baat Ke Rasta Badal Bhi Sakta Tha



mohsin naqvi poetry in urdu - 2 lines shayari in urdu on Intezaar rasta

---------------------



چہرے بدل بدل کے مجھے مل رہے ہیں لوگ
اتنا برا سلوک میری سادگی کے ساتھ

Chehray Badal Badal Ke Muje Mil Rahay Hain Log
Etna Burra Salook Meri Sadgi Ke Sath




mohsin naqvi sad poetry 2 lines urdu shayari on sadgi


---------------------




کسی کے دل کے زخموں پر مرہم رکھنا ضروری ہے
مگر اس دور میں محسن ، زحمت کون کرتا ہے

Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hay
Magar Es Dorr Mie Mohsin , Zehmat Kon Karta Hay




mohsin poetry 2 line shayari in urdu on Dil zakham doori



---------------------




اب میرے تعارف سے گریزاں ہے تُو لیکن
کل تک تیری پہچان کا معیار بھی میں تھا

Ab Mere Taaruff Se Guraizaa Hay Toun Lekin
Kal Tak Teri Pehchaan Ka Mayaar Bhi Mie Tha




mohsin naqvi 2 lines in urdu - shayari images on tareef  mayyar  sad love


---------------------


انا نے ہاتھ اٹھانے نہیں دیے ورنہ
میری دعا سے وہ پتھر پگھل بھی سکتا تھا

Anaa Ne Hath Uthanay Na Diye Warnaa
Meri Dua Se Wo Pathar Pighal Bhi Sakta Tha

mohsin naqvi poetry images urdu shayari on anaa dua pathar top 10 sher


---------------------



آنکھ میں بے کراں ملال کی شام
دیکھنا، عشق کے زوال کی شام
پھر وہی در، وہی صدا محسن
پھر وہی میں، وہ ہی سوال کی شام

Ankhon Mie Be Karaan Malal Ki Sham
Daikhna , Ishq Ke Zawal Ki Sham
Phar Wohi Darr, Wo Hi Sadaa Mohsin
Phir Wo Hi Mie Wo Hi Sawal Ki Sham



best mohsin naqvi  4 lines urdu shayari on sham swaal sadaa malal sad


---------------------


خزاں کی دھوپ سے شکوہ فضول ہے محسنؔ
میں یوں بھی پھول تھا، آخر مجھے بکھرنا تھا

Khizaan Ki Dhoop Se Shikwaa Fazool Hay Mohsin
Mie Youn Bhi Phool tha , Aakhir Mujay Bhikarna Tha



mohsin naqvi poetry in urdu font shayari on phool shikwa

---------------------


محبت ہار کے جینا بہت مشکل ہوتا ہے محسن
اسے بس اتنا بتا دینا، بھرم توڑا نہیں کرتے

Mohabbat Haar Ke Jinaa Bhot Mushkil Hota Hay Mohsin
Ussay Bass Etna Bata Daina, Bharram Torra Nahi Kartay



mohsin naqvi shayari in urdu mohabbat poetry on haar  love sad


---------------------



سانسوں کے اس ہنر کو نہ آساں خیال کر
زندہ ہوں ساعتوں کو میں صدیوں میں ڈھال کر

Sansoon Ke Es Hunr Ko Na Aasaan Khayaal Kar
Zindaa Hon Saaton Ko Mie Sadiyaon Mie Dhal Kar





Top 10 Urdu Sher of Mohsin Naqvi shayari on saans waqt hunr


---------------------

More Urdu Shayari:


2 lines Shayari in Urdu - Love, Sad, Romantic Shayri

Sad Shayari - Latest shayari in Urdu Status Image for FB, Whatsapp, Instagram

Love Shayari In Urdu - Best Love Shayari For Whatsapp and Fb Status


Post a Comment

0 Comments