Ahmad Faraz is well known poet of Urdu. He is Famous for his love, Sad and Romantic Poetry. He wrote some Great Urdu Nazams and Gazals. Read Ahmed Faraz Poetry. Top 10 Urdu Sher of Ahmad Faraz. best collection and 2 lines sad shayari images and Ghazals on love mohabbat. best two lines.
Top 10 Urdu Sher | Ahmed Faraz Poetry 2 lines
Ahmad Faraz poetry on Khawaab, Taabeer, Kahaani, Image urdu poetry
کہانیاں ہی سہی سب مبالغے ہی سہی
اگر وہ خواب ہے تعبیر کر کے دیکھتے ہیں
Kahaniyan hi Sahien Sab Mubalghay Hi Sahi
Agar Wo Khawaab Hay Tabeer Kar Ke Daikhtay Hain
----------------------------
Urdu shayari on Dil umeed and Shamaa, two lines images , English Font
اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں
یہ آخری شمعیں بھی بجھانے کے لیے آ
Ab Tak Dil E Khush Fehm Ko Tun Se Hain Umeedain
Yeh Aakhriii Shamain Bhi Bhujhanay Ke liye Aa
----------------------------
poetry on Tamanna, mazzi, Aarzoo shayari, Urdu Font
اب نہ وہ میں نہ وہ تو ہے نہ وہ ماضی ہے فرازؔ
جیسے دو شخص تمنا کے سرابوں میں ملیں
Ab Na Wo Mie Na Wo Tou Hay Na Wo Maazi Hay Faraz
Jaisay Do Shakhs Tamanna Ke Sarrabon Mie Milain
----------------------------
Sahil poetry by Faraz, Urdu Sad Shayari images
ڈوبتے ڈوبتے کشتی کو اچھالا دے دوں
میں نہیں کوئی تو ساحل پہ اتر جائے گا
Toobtay Toobtay Kashti Ko Achala Dey Do
Mie Nahi Koi Tou Sahil Pe Uttar Jaye Ga
----------------------------
Text on Pics, Sad poetry, For Whatsapp and Facebook Status
نہ تجھ کو مات ہوئی ہے نہ مجھ کو مات ہوئی
سو اب کے دونوں ہی چالیں بدل کے دیکھتے ہیں
Na Tuj Ko Maat Hui Hay Na Muj Ko Maat Huye
So Ab Ke Donon Hi Chalain Badal Ke Daikhtay Hain
----------------------------
Urdu 2 lines on Ishq, sher on khaak, Naseeb, Ahmed Faraz poetry
عشق بھی کھیل ہے نصیبوں کا
خاک ہو جائیں کیمیا ہو جائیں
Ishq Bhi Khail Hay Naseebon Ka
Khaak Ho jayain , Kimiyaa Ho Jayien
----------------------------
Humsafar shayari, Qafla poetry, best images
ہم سفر چاہیئے ہجوم نہیں
اک مسافر بھی قافلہ ہے مجھے
Ham Safar Chaye Hajoom Nahi
Aik Musafir Bhi Qaflaa Hay Mujay
----------------------------
Urdu image poetry, shayri on Tamsha, Paani , Kashti
اس تماشے میں الٹ جاتی ہیں اکثر کشتیاں
ڈوبنے والوں کو زیر آب مت دیکھا کرو
Es Tamashay Mie Ulat Jati Hain Aksar Kashtian
Toobnay Walon Ko Zair e Aab Matt Daikha Karo
----------------------------
2 lines shayar image, Dil, Mohabbat
یہ کیا کہ سب سے بیان دل کی حالتیں کرنی
فراز ؔ تجھ کو نہ آئیں محبتیں کرنی
Yeh Kia Ke Sab Se bayaan Dil ki Haltain Karni
Faraz Tuj Ko Na Ayein Muhabbatain karni
----------------------------
Poetry On Ainaa, Aadat, Hunnar, 2 line poetry
تو اپنی شیشہ گری کا ہنر نہ کر ضائع
میں آئینہ ہوںمجھے ٹوٹنے کی عادت ہے
Toun Apni Sheesha Garri Ka Hunr Na Kar Zaiya
Mie Ainaa Hon Mujay Totnay Ki Aadaat Hay
----------------------------
More Best Shayari Images
I know there are hundreds of beautiful sher of ahmad faraz.but here i have posted only top 10 urdu sher of ahmad faraz.. You can comment your favourite ahmad faraz poetry below in the comment box.
0 Comments