Two Line Shayari In Urdu

 2 Line Shayari, Do Line Urdu Shayari, Best Two Line Shayari, Short Status, Do Line Urdu Sms, New Two Line Shayari, Urdu Shayari In Two Line WIth Image. Two Line Shayari of Different Poets like Ahmad Faraz, Parveen Shakir, Shahzad Ahmad, Faiz Ahmad Faiz, Qateel Shifai, Afkaar Alvi, Jhon Elia, Tehzeeb Hafi and Mohsin Naqvi. 

Read Best urdu Sher o Shayari, Couplets , 2 lines or two lines shayari in Urdu Text. Find English Roman Urdu font shayari with images. 


Two Line Urdu Shayari - 2 Lines Love Sad Poetry In Urdu




شاید وہ مل ہی جائے مگر جستجو ہے شرط
وہ اپنے نقش پا  مٹا توکر نہیں گیا

Shayed Wo Mil Hi Jaye Magar Justujoo Hay Sharrat
Wo Apnay Naqash Paa Mitaa Tou Kar Nahi Gyaa


Shayed wo mil hi jaye two line shayari in urdu

-------------------



میں خود کشی کے جرم کا کرتا ہوں اعتراف
اپنے بدن کی قبر میں کب سے گڑا ہوں میں

Mie Khud Kushi ke Jirm Ka Karta Hon Aitraaf
Apnay Badan Ki Qabar Mie Kab Se Garra Hon Mie





Mie Khud Kushi ka two lines shayari In urdu
------------------------


جاگا ہوا ضمیر وہ آئینہ ہے قتیل
سونے سے پہلے جسے دیکھتا ہوں میں

Jaga Hua Zameer Wo Ainaa Hay Zameer
Sonay Se Pehlay Jisay Daikhta Hon Mie




Jaga Hua Zameer 2 line shayari in Urdu by Qateel

------------------------


کسی کی مرضی کو اپنی قسمت بنا چکے ہیں
ہم اپنے ہاتھوں کی سب لکیریں مٹا چکے ہیں

Kisi ki Marzi Ko Apni Qismat Bana Chukkay Hain
Hum Apnay Hathon Ki Lakeerain Mitta Chukkay Hain Hum




Kisi Ki Marzi ko 2 lines shayari in Urdu by Mehraj faizabadi
------------------------


دور نزدیک بہت اپنے ستارے بھی ہوئے
ہم کسی اور کے تھے اور تمھارے بھی ہوئے

Door Nazdeek Apnay Sitaray Bhi Huye
Hum Kisi Aur Ke Thay Aur Tumharay Bhi Huye



Door Nazdeek Apnay 2 line shayari by Zafar Iqbal
------------------------



صدائیں دیتے ہوئے اور خاک اڑاتے ہوئے
میں اپنے آپ سے گزرا ہوں تجھ تک آتے ہوئے
پھر اس کے بعد زمانے نے روند ڈالا مجھے
میں گر پڑا تھا کسی اور کو اٹھاتے ہوئے
کہانی ختم ہوئی اور ایسے ختم ہوئی
کہ لوگ رونے لگے تالیاں بجاتے ہوئے

Sadayen Daitay Huye Khaak Aradatay Huye
Mie Apnay Ap se Guzraa Hon Tuj Tak Attay Attay
Phir us ke baad Zamanay ne Rond Dala Mujay
Mie Gir Paraa Tha Kisi Ko Uthatay Huye
Kahaani Khatam hui Aur Aisay Khatam Huye
Ke Log Ronay Lagay Taliaan Bajatay Huye




Sadayen Daitay Huye urdu shayari with images popular poetry------------------------



Also Check:







رخصتِ بار کا منظر بھی کیا منظر تھا
ہم نے خود سے ہی خود کو بچھڑتے دیکھا

Rukhsat e Yaad Ka Manzar Bhi Kia Manzar Tha
Hum Ne Khud Se Hi Khud Ko Bichartay Daikha




do line shayari Rukhsat e yaar with beautiful background image
------------------------



میں اس سے مل کے اسے دکھ سنانے والا تھا
سلام کرتے ہی جس نے کہا- خدا حافظ

Mie Us Se Mil Ke Usay Dukh Sunanay Wala Tha
Salam Kartay Hi Jis Ne Kaha - Khuda Hafiz



Mie us se mil kar do lines urdu shayari by afkaar alvi
------------------------


یہ ایک بات سمجنے میں رات ہوگئی ہے
میں اس سے جیت گیا کہ مات ہوگئ ہے

Yeh Aik Baat Samjhnay Mie Raat Ho Gye
Mie Us Se Jeet Gya ke Maat Ho Gye



best two line shayari by Tehzeeb Hafiz with images for shor status
------------------------



یہ تو بس سر ہی مانگتا ہے میاں
عشق پر کربلا کا سایہ ہے

Yeh Tou Bass Sar Hi Mangta Hay Miaan
Ishq par Karbala Ka Sayaa Hay



yeh Tou Bas Sar Hi Mangta hay short status do line urdu sms by jhon Elia

------------------------


اس کی یاد آئی تو کچھ زخم پرانے نکلے
دل کی مٹی کو کریدا تو خزانے نکلے

Uss Ki Yaad Aii Tou Kuch Zakhm Puranay Niklay
Dil Ki Matti Ko Kuraidaa Tou Khazanay Niklay



New two lines shayari with image and urdu font text
------------------------


Kho Kar Muj Ko Wo Khaak Mie Mohsin
Ab Khazanay Ki Talash Karta Hay


کھو کر مجھ کو وہ خاک میں محسن

اب خزانے تلاش کرتا ہے


Urdu Shayari in two line by Mohsin Naqvi with photo text urdu english font

------------------------


Yeh Teri Judai Ki Yaadgar Hay Warna
Aik Zakham Bharnay Mie Dair Kitni Lagti Hay

یہ تیری جدائی کی یادگار ہے ورنہ
ایک زخم بھرنے میں دیر کتنی لگتی ہے


Sad two line shayari with image by Khushboo poet parveen shakir

------------------------


گلی گلی میرے ذرے بکھر گئے تھے ظفر
خبر نہ تھی وہ کس راستے سے گزرے گا

Galli Galli Mere Zarray Bikhar Gye Thay Zafar
Khabar Na Thi Wo Kis Rastay Se Guzray Ga


Galli Galli top two line shayari by great poets with image
------------------------



میں نے پوچھا تھا کہ اظہار نہیں ہوسکتا
دل پکارا کہ  خبردار نہیں ہوسکتا
اک محبت تو کئی بار بھی ہو سکتی ہے
ایک ہی شخص کئی بار نہیں ہوسکتا
جس سے پوچھیں تیرے بارے میں یہی کہتا ہے 
خوبصورت ہے وفادار نہیں ہو سکتا


Mie Ne pocha Tha Ke Izhaar Nahi Ho Sakta
Dil Pukara ke Khabdar Nahi Ho Sakta
Aik Mohabbat Tou Kai Baar Bhi Ho Sakti Hay
Aik hi Sakhs kai baar Nahi ho Sakta
Jis Se Pochain Tere baray Mie Yeh Hi Kehta hay
Khobsurat hay Wafaadar nahi ho sakta




beautiful shayari lines read by iqrar ul hassan in waseem badeem show
------------------------



Sochta Hon Tere Hathon Haraon Tuj ko
Sochta Hon Shikastoon Ko gawara kar lon

سوچتا ہوں کہ تیرے ہاتھوں ہراؤں تجھ کو
سوچتا ہوں شکستوں کو گوارا کر لوں


khaleel ur rehman Qamar خلیل الرحمان قمر


Two line sad shayari in urdu by Khaleel ur rahman qamar with image

------------------------


مجھے اس جگہ پہ چھوڑو جہاں کوئی مجھ سے پوچھے
تجھے کس نے ہے ستایا تیرا کون ہے سہارا

Mujay Us Jaga Pe choro Jahan Koi Muj Se Pochay
Tujay Kis ne Hay Satayaa Tera Kon Hay Saharaa



two line urdu shayari with image by khalid mehmood khalid local poet
------------------------


جس دھج سے کوئی مقتل میں گیا وہ شان سلامت رہتی ہے
یہ جان تو آنی جانی ہے اس جاں کی تو کوئی بات نہیں


Jis Dhaj Se Koi Maqtal mie Gya Wo Shaan Salamat Rehti hay
Yeh jaan Tou Ani jani Hay Es Jaan Koi Tou Koi Baat nahi



two line Inqilaabi Shayari with image by Faiz Ahmad Faiz

------------------------


Yeh Kis ne Dastak Di Dil par Kon Hay
Aap Tou Andar hain , Bahir Kon hay


یہ کس نے دستک دی دل پر ، کون ہے
آپ تو اندر ہیں، باہر کون ہے


Yeh kis ne dastak di 2 line shayari by Rahat indoori

------------------------

Poet: Faiz Ahmad Faiz


محبت کرنے والوں کی تجارت بھی انوکھی ہے
منافع چھوڑ دیتے ہیں ، خسارہ بانٹ لیتے ہیں

Mohabbat Karnay Walon Ki Tijarat Bhi Anokhi Hay
Munaffa Chorr Daitay Hain , Khasaraa Bant laitay Hain 


Mohabbat karnay walo do line urdu shayari by faiz ahmad faiz with image

-------------------



Poet: Parveen Shakir پروین شاکر




Zindagi Se Nazar Milao Kabhi
Haar Ke Bad Muskarao Kabhi

زندگی سے نظر ملاؤ کبھی
ہار کے بعد مسکراؤ کبھی

best two line shayari on zindagi- love romance shayri by parveen shahkir
------------------------



Wo Roz Daikhta Hay Doobtay Huye Sooraj Ko Faraz
Kaash Mie bhi Kisi Shaam Ka Manzar Hota

وہ روز دیکھتا ہے ڈوبتے ہوئے سورج کو فراز
کاش میں بھی کسی شام کا منظر ہوتا      


2 line ki Shayari by Ahmad faraz with image on Sooraj manzar shaam
------------------------


Teri Guftaar Mie Tou Payaar Ke Taiwar Kam Thay
Kabhi Jankha Teri Ankhoo Mie Tou Hum hi Hum Thay

تیری گفتار میں تو پیار کے تیور کم تھے
کبھی جانکا تری آنکھوں میں تو ہم ہی ہم تھے



Urdu Shayari in two line with image and beautiful text 2 line by ahmad nadeem

------------------------



Justojoo Hi Jostujoo Ban Jaiyen Gay
Tuj Se Bichray Tou Bhott Pachtaien Gay
Zikar Se Bhi Jin Ke Katratay Hain Log
Kal Yeh Qisay Dastaan Ban Jayien Gay

جستجو ہی جستجو بن جائیں گے
تجھ سے بچھڑے تو بہت پچھتائیں گے
ذکر سے بھی جن کے کتراتے ہیں لوگ
کل یہ قصے داستاں بن جائیں گے

آشفتہ چنگیزی


justojo hi 2 line shayari in Urdu font
------------------------


Meri Raat Charragh
Meri Neend Bhi Hay Toun
Mie Ghizaan Ki Shaam hon
Rutt Bahaar Ki hay Toun

میری رات کا چراغ
میری نیند بھی ہے تو
میں خزاں کی شام ہوں 
رُت بہار کی ہے تو

ناصر کاظمی


Romantic urdu Shayari 2 lines by nasir kazmi with images
------------------------


Rakha Jo Us Ne Mohabbat Hath Kandhay Par
Jo Dil Mie Dard Tha Mere , Tamam Bhool Gya

رکھا جو اس نے محبت سے ہاتھ کاندھے پر
جو دل میں درد تھا میرے، تمام بھول گیا

ناصر زیدی


two lines best urdu shayari - nasir zaidi shayari for sms and status
------------------------



Apnay Aap Ko Daikhon Aur Daikhta Jaon
Ainay Ke Andar Bhi Ainaa Jura Hay Kia

اپنے آپ کو دیکھوں اور دیکھتا جاؤں
آئینے کے اندر بھی آٰئینہ جڑا ہے کیا
آفتاب اقبال شمیم


2 lines sad shayari in Urdu - poetry on Ainaa aftaab iqbal shameem with pics text
------------------------



پانی آنکھ میں بھر کر لایا جاسکتا ہے
اب بھی جلتا شہر بچایا جا سکتا ہے
ایک محبت اور وہ بھی ناکام محبت
لیکن اس سے کام چلایا جا سکتا ہے

Paani Aankh Mie Bharr Kar Laya Ja Sakta Tha
Ab Bhi Jalta Sehr Bachaya Ja Sakta Tha
Aik Mohabbat Aur Wo Bhi Nakaam Mohabbbat
Lekin Es Se Kaam Chalaya ja Sakta Tha
عباس تابش


Images for two line urdu shayari - latest abbas tabish poetry on Mohabbat
------------------------


نگاہیں منتظر ہیں کس کی، دل کو جستجو کیا ہے
مجھے خود بھی نہیں معلوم میری آرزو کیا ہے


Nighayen Muntazir Hain Kis Ki, Dil ko Justojoo Kia Hay
Mujay Khud Bhi Nahi Maloom Meri Aarzoo kia Hay
اختر سعید

Post a Comment

0 Comments