Urdushyari.info provides large collection of latest bewafa shayari in urdu. You can read and share bewafa shayari, disloyalty poetry, shayari in urdu on bawafai. Also Read bewafa status and sms and share with your bewafa girlfriend or boyfriend in text msg form or show him/her as whatsapp and facebook status.
Best Bewafa Shayari In Urdu - bewafa poetry
Waqt, Yaqeen, Bewafai, 2 line poetry, Urdu English font, Image, status, Sad shayari
اس نے اس وقت بے وفائی کی
جب یقین آخری مقام پہ تھا
Us Ne Us Waqt Be Wafai ki
Jab Yaqeen Aakhri Makaam pe Tha
---------------------------------
جس دن وہ کرے گا یاد میری محبت کو
بہت روئے گا خود کو بے وفا کہہ کے
Wo Jis Din Karay Ga Yaad Meri Mohabbat ko
Bhot Roye ga Khud ko Bewafa keh kar
---------------------------------
مرہم نہ بن سکے گی کبھی معذرت تیری
دل توڑنے سے پہلے تجھے سوچنا تو تھا
Mahrrham Na ban sakay Gi Kabhi Teri Mazzrate
Dil Tornay se Pehlay Tuje Sochna Tou Tha
---------------------------------
اچھا ہوا توں بے وفا ہو گیا
خود غرض لوگ کسی کے نہیں ہوتے
Acha Hua Tou Be Wafa Ho Gya
Khud Garz Log Kisi ke Nahi Hotay
---------------------------------
Also Check:
Love Shayari In Urdu - Best Love Shayari For Whatsapp and Fb Status
اس کی بے وفا چاہت کے دو لمحے جان لیوا تھے
پہلے محبت کا اقرار کرنا، پھر محبت کا انکار کرنا
Us ki Bewafa Chahat ke Do Lamhay Jaan Lewa Thay
Pehlay Mohabbat Ka Iqrar karna, Phr Mohabbat kar Inkaar karna
---------------------------------
ہم نے جن کے لیے راہوں میں بچھایا تھا لہو
ہم سے کہتے ہیں وہی عہد وفا یاد نہیں
Hum ne Jin ke liye Rahon mie Bichaya Tha Lahoo
Hum Se Kehtay Hain Wohi Ehd e Wafa Yaad Nahi
---------------------------------
انہیں بے وفا جو بولوں تو توہین ہے وفا کی
وہ تو وفا نبھارہے ہیں کبھی ادھر تو کبھی ادھر
Unain Be Wafa Jo Bolon Tou Toheen hay Wafa Ki
Wo Tou Wafa Nibaha Rahay Hain Kabhi Edher Tou Kabhi Udher
---------------------------------
Urdu Shayari On Bewafi - 2 lines Poetry
اک عمر تک میں اس کی ضرورت بنا رہا
پھر یوں ہو ا کہ اس کی ضرورت بدل گئی
Ek Umar Tak Mie Us Ki Zaroorat bana Raha
Phr Youn Hua ke Us ki Zaroorat Badal Gye
---------------------------------
نصیبوں پہ مت ڈالیے اب بات کو
کسی نے تو بے وفائی کی ہوگی
Naseebon pe Matt Daliye Ab Baat Ko
Kisi Ne Tou Bewafi Ki Ho Gye
---------------------------------
نہ کوئی عہد نبھائے نہ ہمنوائی کرے
اسے کہہ دو تسلی سے بے وفائی کرے
Na Koi Ehd Nibaye na Koi Hamnawai KarayUsay Keh Do Tassali se Bewafi Karay
---------------------------------
کیوں الجھے ہو ان سوالوں میں
بے وفا تم نہیں تو ہم ہی سہی
Kion Uljahay Ho en Sawalon Mie
Bewafa Tum nahi Tou Hum Hi Sahee
---------------------------------
کسی بے وفا کی خاطر یہ جنوں فرازؔ کب تک
جو تمہیں بھلا چکا ہے اسے تم بھی بھول جاؤ
Kisi Bewafa ki Khatir Yeh Junoon Faraz Kab Tak
Jo Tumain Bhula chuka hay, Usay Tum bhi Bhool Jao

---------------------------------
وہ بے وفا نہ تھا ویسے ہی بدنام ہو گیا
ہزاروں چاہنے والے تھے پر کس کس سے وفا کرتا
Wo Be Wafa Na tha, Waisay Hi Badnaam Ho Gya
Hazaroon Chahnay Walay thay Kis kis se Wafa Karta

---------------------------------
اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں
کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہوجائیں
Es se Pehlay ke Bewafa Ho Jayen
Kion na Aye Dost Hum Juda Ho jayen
---------------------------------
تجھے تیری بے وفائی کی سزا دینی تھی
تیرے دل میں اتر جانا ضروری ہوگیا تھا
Tuje Teri be Wafai Ki Saza Deni Thi
Tere Dil mie Uttar Janna Zaroori Ho Gye Tha
---------------------------------
Check Out 2 Lines Urdu Poetry:
0 Comments